random posts

Website Builder

By
Website builder ek esa upaye jo turant apke liye apki manpasand website turant teyar ker deta he.Ye un logo ke liye sahi he jo kum budget me apni website banana chahate he,aur apne business or services ko turant online lana chahate he.Aj market me bhot si achi companies he jo bhote ache aur powerfull website builder de rahe he,jinki madad se ap ek poori website design ker sakte he.Website builder plans ke bi kai prakar hote he jese:-

.Mini Websites- Ye websites 5 se 10 pages ki hoti he jaha apko about us,home page,details,contact page etc milte hai,pages jada bhi ho sakte he ye depend kerta he ki apne konsa plan liya he.

.Online Product Selling Stores- Jesa hum phele bi apne blog ke ek post me bata chuke he,ready to use e commerce sites,ji ha ap bane banaye online stores plan le sakte he aur bhote jaldi apne products online sell ker sakte he,apki jarooret ke hisab se in e commerce plans me apko sub kuch milega,bus theme select kare,apne shipping prices aur jo bi aur sell kare,ye subse jaldi ecommerce website banane ka tarika he.Ab bhote se bhaio ke dimag me ye bat aa ri hogi jub bane banae site builder he tho log kyu lakho rupaye de ke online portal kyu banbate he??Kyuki her kisi ki dimand ek si nai hoti aur budget bi aur sorces bi,ek successfull website ko chalane ke liye bhot si chizo ki jaroorat hoti he,ye nai bus website ban gai ab ho gaya,nai.
Jo log kafi moti rakem laga ke web portals design karate he bo poori website apne tarike se design karate he,jease layouts,design,coding,admin panel etc,aur doosri taraf ready to use website builder me changes ho sakte he per kuch limits he.Poori website shroo se develop kerne me time,men power,coding sub kuch lagta he aur ye un e commerce projects ke liye sahi he jinka budget bhot acha he,ab apne website tho develop kara li,apni sari poonji usme laga di an subse jaroori bat website ke promotins bo kese karege,aur bina promotion ke tho koi results nai he chahe bo kisi bi level ki site ho.

Tho dosto ager apka kum budget he tho E Commerce site builder try kare,koi problem nai he ap ache se apne products online sell ker sakte he.Aur bat kum budget ki nai he esa bi nai hai ki website builer plans bhote cheap prices pe he thoda bhot diffrence ata he,ha apko kisi aur cheez ki tension lene ki jarooret nai he jese ki:-
.Hosting Support- Website builder company hi apko best hosting degi aur sath hi sare technical support,kisi bi prakar ki technical aur kisi aur cheez ki jarooret nai hoti sirf website promotions ko chode ke,ye apko hi apne sources se kerni hogi.
.Technical Support- Apko pura technical support milega her prakar ka,bus hamesha ek bate dhyan me rahe price se jada apni services ki quality pe dhyan de kyuki 100 rs ki cheez 100 rs ki hoti he aur 1000 rs ki cheez 1000 ki.

Kai bar humne cases dekhe he ki website tho market me successfully launch ker di gai per 6 mahine bad ya 1 sal bad problems ani start hui,jese website ka kabhi bi band hojana matlab bhote sare visitors aur business ka nuksan,acha technical support ka na hona aur bi bhote si cheeze,tho jab bi le kahi se bi le acha website builder plan le chahe thoda mahenga le.

Me apko yaha kuch world ke top website builder plans ki companies bata ta  hu,ap chahe tho inki services le sakte he.

.Shopify- Best for ecommerce site,shopify he hi online selling ke liya,ap aur bi website design ker sakte he per ecommerce ke liye acha option he.All over world lakho log kafi lambe time se use ker rahe he. VIEW PLANS

.BIGROCK- Ager choti si mini website design kerna chahate he tho bigrock is good,bigrock aur bi bhot si services deta he jese ki hosting,domain,ssl,ecommerce solution etc.Ha ap chahe tho bigrock ke website builder plans le sakte he,sasta he basic plan se start he ek saal ka plan le aur website online ker de.VIEW PLANS

WEEBLY- Duniya ka jana mana website builder plan he jo her prakar ka website builder plans offer kerta he,ap chahe tho isse bi use ker sakte he.VIEW PLANS

2 comments:

  1. Thanks to share the information. Its very useful keep sharing.
    website builder

    ReplyDelete
  2. Neatly written article about Web design
    Thanks for sharing with us

    ReplyDelete

Website Kese Banaye. Powered by Blogger.

Contact Us For Any Query

Name

Email *

Message *

vehicles

our facebook page

health

recent posts

advertisement

Find us on Facebook

Top Ad